SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaam-e-firaaq"
SHER MATCHES FOR "shaam-e-firaaq"
sher
ai sham-e-dil-afroz shab-e-taar-e-mohabbattujh se hii hai ye garmii-e-baazaar-e-mohabbat
Mir Muhammad Bedar
sher
farq kyaa 'aashiq-o-maa'shuuq me.n bas itnaa haiko.ii diivaana banaa.e ko.ii diivaana bane
Badar Siddiqui
sher
charaaG-e-gor na sham-e-mazaar rakhte hai.nbas ek ham ye dil-e-daaGdaar rakhte hai.n
Ehsanullah Khan Bayan
sher
Jigar Moradabadi
sher
har adaa naaz me.n hai nok-chauk us ke 'firaaq'khub ga.ii jii me.n hamaare yaar kii baa.nkii tarah
Hakeem Sanaullah Khan
sher
shomi-e-qismat kaheñ yā ḳhaslat-e-insāñ iseaa ke qābiz bazm-e-hastī par ye mehmāñ ho gayā
Gurbachan Singh Dayal
sher
zabt-e-Gam-e-firaaq kii majbuuriyaa.n na puchhdil me.n kisii ko yaad kiyaa aur ro liye
Shamim Jaipuri
sher
Purnam Allahabadi
sher
sar-zamiin-e-shaam me.n taaraa giraa hai TuuT karyaa a.ndherii raat me.n jugnuu chamak kar rah gayaa
Shah Naseer
sher
Kausar Khairabadi
sher
firaaq me.n hai.n ham andaaz dil kaa paa.e hu.eye vo charaaG hai jaltaa hai be-jalaa.e hu.e
Arsh Gayavi
sher
Fana Bulandshahri
sher
Raqim Dehlvi
sher
Bedar Shah Warsi
sher
ye ro.ab hai chhaayaa hu.aa shaam-e-shab-e-Gam kaadetaa nahii.n aavaaz bajaane se gajar bhii
Arsh Gayavi
sher
Shah Taqi Raaz Barelvi
sher
jal hii gayaa firaaq tuu aatish se hijr kiiaa.nkho.n me.n mirii rah na sakaa yaaro intizaar