SEARCH RESULTS
Showing search results for "shab-e-hijrat"
SHER MATCHES FOR "shab-e-hijrat"
sher
kuchh aavaaze.n aatii hai.n sunsaan shab me.n
ab un se bhii KHaalii bayaabaa.n hu.e hai.n
Riyaz Khairabadi
sher
mushtark shab se hu.aa KHuun-e-jigar ashko.n me.n
raat se ra.ng badalne lage aa.nsuu apnaa
Rind Lakhnavi
sher
vasl kii shab ho chukii ruKHsat qamar hone lagaa
aaftaab-e-roz-e-mahshar jalva-gar hone lagaa
Kishan Singh Arif
sher
balaa hai qabr kii shab is se ba.Dh ke hashr ke din
na aa.uu.n hosh me.n itnii mujhe pilaa denaa
Riyaz Khairabadi
sher
vasl me.n gesuu-e-shab-guu.n ne chhupaa.ii aariz
lailatul-qadr me.n kyuu.n chaa.nd nikalne na diyaa
Kausar Khairabadi
sher
ai sham-e-dil-afroz shab-e-taar-e-mohabbat
tujh se hii hai ye garmii-e-baazaar-e-mohabbat
Meer Muhammad Bedar
sher
agar ham se KHafaa honaa hai to ho jaa.iye hazrat
hamaare ba.ad phir andaaz-e-yazdaa.n kaun dekhegaa
Aziz Warsi Dehlvi
sher
baras KHudaa ke liye mujh par ai sahaab-e-karam
ki terii aas pe phir ik gunaah kartaa huu.n
Wali Warsi
sher
Muztar Khairabadi
sher
ro ke farmaate hai.n vo shab ko jo ham yaad aa.e
goshaa-e-qabr me.n sote hai.n jagaane vaale
Sheerin Lakhnavi
sher
Shah Naseer
sher
Raqim Dehlvi
sher
KHayaal-e-shab-e-Gam se ghabraa rahe hai.n
hame.n din ko taare nazar aa rahe hai.n
Riyaz Khairabadi
sher
tum to aate hii qayaamat karte ho saahab bapaa
dil me.n aate ho to aa.o ghar me.n aane kii tarah