SEARCH RESULTS
Showing search results for "shah abdul lateef bhitai mazhar ansari ebooks"
SHER MATCHES FOR "shah abdul lateef bhitai mazhar ansari ebooks"
sher
ham giraftāroñ ko ab kyā kaam hai gulshan se lekjī nikal jaatā hai jab sunte haiñ aatī hai bahār
Mirza Mazhar Jan-e-Janan
sher
agar ye sard-mehrī tuj ko āsā.ish na sikhlātīto kyūñkar āftāb-e-husn kī garmī meñ niind aatī
Mirza Mazhar Jan-e-Janan
sher
shāḳh-e-gul hiltī nahīñ ye bulbuloñ ko baaġh meñhaath apne ke ishāre se bulātī hai bahār
Mirza Mazhar Jan-e-Janan
sher
martā huuñ mīrzā.i-e-gul dekh har saharsūraj ke haath chunarī to pañkhā sabā ke haath
Mirza Mazhar Jan-e-Janan
sher
mirā jī jaltā hai us bulbul-e-bekas kī ġhurbat parki jin ne aasre par gul ke chhoḌā āshiyāñ apnā
Mirza Mazhar Jan-e-Janan
sher
chalo aa.o 'kaavish' ki kaa.ndhaa lagaa.e.nalii kii KHudaa ne uThaa.ii hai Dolii
Abdul Hadi Kavish
sher
yahii iimaan hai apnaa yahii apnaa amal 'kaavish'sanam ke ik ishaare par har ik shai ko luTaa denaa
Abdul Hadi Kavish
sher
is paap kii nagrii me.n har or a.ndheraa haiujiyaar me.n bas vo hai jo tujh ko piyaa chaahe
Abdul Hadi Kavish
sher
Abdul Hadi Kavish
sher
aa.iina ru ke saamne ham ban ke aa.iinahairaaniyo.n ka ek tmasha karen.ge ham
Maulana Abdul Qadeer Hasrat
sher
Abdul Hadi Kavish
sher
Abdul Hadi Kavish
sher
ab to mai.n raahrauv mulk-e-adam hotaa huu.ntiraa har haal me.n haafiz hai KHudaa mere bad
Maulana Abdul Qadeer Hasrat
sher
Abdul Hadi Kavish
sher
Abdul Hadi Kavish
sher
Abdul Hadi Kavish
sher
Abdul Hadi Kavish
sher
Abdul Hadi Kavish
sher
alii to-ko jaanuu.n KHudaa to-ko jaanuu.nmai.n rakhtii huu.n jag se tabii.at nyaari