SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaikh niyazi rasheed ahmad siddiqui ebooks"
SHER MATCHES FOR "shaikh niyazi rasheed ahmad siddiqui ebooks"
sher
chain hii chain milaa tum se mohabbat kar kedaulat-e-ishq milii ghar kaa kyaa kuchh bhii nahii.n
Rasheed Warsi
sher
Aziz Safipuri
sher
Rasheed Warsi
sher
ranj-o-Gam me.n siku.Dnaa khel samjhe ho 'rashiid'chaahiye patthar kaa dil sadme uThaane ke liye
Rasheed Warsi
sher
Khwaja Ruknuddin Ishq
sher
aa.iina ru ke saamne ham ban ke aa.iinahairaaniyo.n ka ek tmasha karen.ge ham
Maulana Abdul Qadeer Siddiqui
sher
ab to mai.n raahrauv mulk-e-adam hotaa huu.ntiraa har haal me.n haafiz hai KHudaa mere bad
Maulana Abdul Qadeer Siddiqui
sher
ishq thaa apne zo.am me.n ishq ko zid banii rahiiqissa hu.aa na muKHtasar umr tamaam ho ga.ii
Rasheed Warsi
sher
suurat-e-gul me.n khilkhilaa ke ha.nsaashakl-e-bulbul me.n chahchahaa dekhaa
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
sher
hotaa na agar us ke tamaashe me.n tahayyurhairat se mai.n aa.iina-e-namat-e-da.ng na hotaa
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
sher
niistii hastii hai yaaro aur hastii kuchh nahii.nbe-KHudii mastii hai yaaro aur mastii kuchh nahii.n
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
sher
chaadar se mauj ke na chhupe chehra aap kaaburqa habaab kaa na ho burqa habaab kaa
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
sher
ham ko yaa.n dar-dar phiraayaa yaar nelaa-makaa.n me.n ghar banaayaa yaar ne
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
sher
qaatil vo shaaKH hai tirii ye teG-e-aabdaarjis ko na gul kaa Gam hai na haajat samar kii hai
Arsh Gayavi
sher
hijr kii jo musiibate.n arz kii.n us ke saamnenaaz-o-adaa se muskuraa kahne lagaa jo ho so ho
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
sher
jaan jaatii hai chalii dekh ke ye mausam-e-gulhijar-o-furqat kaa mirii jaan ye gulfaam nahii.n
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
sher
laayaa tumhaare paas huu.n yaa piir al-Giyaaskar aah ke qalam se mai.n tahriir al-Giyaas