Showing search results for "zikr e meer autobiography of meer taqi meer meer taqi meer ebooks"
Tap the Advanced Search Filter button to refine your searches
tere mukh.De ko yuu.n take hai dilchaa.nd ke jo.n rahe chakor lagaa
na rahaa intizaar bhii ai yaasham umiid-e-visaal rakhte the
gulo.n kii tarah chaak kaa ai bahaarmuhayyaa har ik yaa.n garebaan ha
tere va.ado.n kaa e'tibaar kisego ki ho taab-e-intizaar kise
huu.n tiir-e-balaa kaa mai.n nishaanashamshiir-e-jafaa kaa mai.n sipar huu.n
ek īmān hai bisāt apnīna ibādat na kuchh riyāzat hai
lekin us ko asar ḳhudā jaanena huā hogā yā huā hogā
but-e-kaafir kii be-muravvatiyaa.nye hame.n sab KHudaa dikhaataa hai
hijāb-e-ruḳh-e-yār the aap hī hamkhulī aañkh jab koī pardā na dekhā
DhūñDhte haiñ aap se us ko pareshaiḳh sāhib chhoḌ ghar, bāhar chale
naala karnaa ki aah karnaadil me.n 'asar' us ke raah karnaa
kahuu.n kyaa KHudaa jaantaa hai sanammohabbat tirii apnaa iimaan hai
jaan se ho ga.e badan ḳhālījis taraf tū ne aañkh bhar dekhā
kidhar kii KHushii kahaa.n kii shaadiijab dil se havas hii sab u.Daa dii
kar ke dil ko shikaar aa.nkho.n me.nghar kare hai to yaar aa.nkho.n me.n
maanuus na thaa vo but kaso seTuk raam kiyaa KHudaa-KHudaa kar
kyaa kahe vo ki sab huvaidaa haishaan terii tirii kitaab ke beach
ai butaa.n mohtaram rakho us kokahte hai.n KHaana-e-KHudaa dil ko
sarf-e-Gam ham ne naujavaanii kiivaah kyaa KHuub zindagaanii kii
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
Urdu poetry, urdu shayari, shayari in urdu, poetry in urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books