hai chaa.nd agar duulhaa
hai chaa.nd agar duulhaa
taare hai.n baraatii bhii
dil vaalaa hai nausha bhii
naushaah ke saathii bhii
dulhan ke yahaa.n ban kar
mehmaan ye aa.e hai.n
shaadii-o-masarrat kaa
paiGaam bhii laa.e hai.n
ghar vaalo.n ko har Gam se aazaadii mubaarak ho
ye sehraa mubaarak ho ye shaadii mubaarak ho
hai chaa.nd agar duulhaa
taare hai.n baraatii bhii
dil vaalaa hai nausha bhii
naushaah ke saathii bhii
dulhan ke yahaa.n ban kar
mehmaan ye aa.e hai.n
shaadii-o-masarrat kaa
paiGaam bhii laa.e hai.n
ghar vaalo.n ko har Gam se aazaadii mubaarak ho
ye sehraa mubaarak ho ye shaadii mubaarak ho
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.