ye du’aa puurii hu.ii
ye du’aa puurii hu.ii
khul ga.ii dil kii kalii
Gam kaa a.ndheraa miTaa
pyaar kii shama' jalii
duulhaa vaalo.n se yahaa.n
kah rahe hai.n ye sabhii
ham ne to dekhii nahii.n
aisii baaraat kabhii
ye du’aa puurii hu.ii
khul ga.ii dil kii kalii
Gam kaa a.ndheraa miTaa
pyaar kii shama' jalii
duulhaa vaalo.n se yahaa.n
kah rahe hai.n ye sabhii
ham ne to dekhii nahii.n
aisii baaraat kabhii
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.