Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

banti aur pararthana ka ang - dinanath anath ye kachhu par na pawai

Gulal Sahab

banti aur pararthana ka ang - dinanath anath ye kachhu par na pawai

Gulal Sahab

MORE BYGulal Sahab

    dīnānāth anāth ye kachhu paar na pāvai

    barnoñ kavnī jukti se kachhu ukti na aavai

    ye man chanchal chor hai nis bāsar ghāvai

    kaam krodh meñ mili rahiyo e hai man bhāvai

    karunāmya kirpā karhu charnan chit lāvai

    sat-sañgati sukh paay kai nisu bāsar gāvai

    ab ki baar ye andh par kachhu daaya kījai

    jan 'gulāl' bintī krai apno kar lījay

    dinanath anath ye kachhu par na pawai

    barnon kawni jukti se kachhu ukti na aawai

    ye man chanchal chor hai nis basar ghawai

    kaam krodh mein mili rahiyo e hai man bhawai

    karunamya kirpa karhu charnan chit lawai

    sat-sangati sukh pay kai nisu basar gawai

    ab ki bar ye andh par kachhu daya kijai

    jan 'gulal' binti krai apno kar lijay

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now