chitawni aur updesh maya maha Thagni hum jaani
maaya mahā Thagnī ham jaanī
maaya mahā Thagnī ham jaanī
tirgun phāñs lai kar dolai bolai madhurī baanī
kesv ke kamlā hoī baiThī sib ke bhavan bhavānī
panDā ke mūrat hoī baiThī tīrath huuñ maiñ paanī
jogī ke jogin hoī baiThī raaja ke ghar raanī
kaahū ke hiirā hoī baiThī kaahū ke kauḌī kaanī
bhaktan ke bhaktin hoai baiThī barahmā ke barhammānī
kaheñ kabīr suno bhaa.ī sādho ye sab akath kahānī
maya maha Thagni hum jaani
maya maha Thagni hum jaani
tirgun phans lai kar dolai bolai madhuri bani
kesw ke kamla hoi baiThi sib ke bhawan bhawani
panDa ke murat hoi baiThi tirath hun main pani
jogi ke jogin hoi baiThi raja ke ghar rani
kahu ke hira hoi baiThi kahu ke kauDi kani
bhaktan ke bhaktin hoai baiThi barahma ke barhammani
kahen kabir suno bhai sadho ye sab akath kahani
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.