jhuTha hai sansara sara jhuTha hai sansara
jhūThā hai sansārā saara jhūThā hai sansārā
mīThī mīThī baat banāvai antar se hai kaarā
jhuk-jhuk ke ye shīsh navāvai baḌā maskrā maarā
muñh kā mīThā man kā khoTā dagebāj hatyārā
kahai maiñ satguru terā banda tū hī tāran haarā
vakt pDe pai kuchh nā jānai hamne khuub nihārā
'īshvardās' paratīt nahīñ iskī man meñ yahī vichārā
jhuTha hai sansara sara jhuTha hai sansara
miThi miThi baat banawai antar se hai kara
jhuk-jhuk ke ye shish nawawai baDa maskra mara
munh ka miTha man ka khoTa dagebaj hatyara
kahai main satguru tera banda tu hi taran haara
wakt pDe pai kuchh na jaanai hamne khub nihaara
'ishwardas' paratit nahin iski man mein yahi wichaara
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.