Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

jaan kuchh jaan kuchh kachhu na jaani

Jambheshwar

jaan kuchh jaan kuchh kachhu na jaani

Jambheshwar

MORE BYJambheshwar

    jaañ kuchh jaañ kuchh kachhū na jaanī

    kuchh kuchh taañ kuchh jaanī

    kuchh kuchh akath kahāñnī

    kuchh kuchh amrit baanī

    gyānī so to gyānī rovat

    paDhiyā rovat gāheñ

    kel karantā morī morā rovat

    joy joy pagāñ dikhāhīñ

    urdh khaiñnē man unman rovat

    murkhā rovat dhā.hīñ

    marant maagh sañghārat khetī

    ke ke avtārī rovat raahī

    jaḌiyā būñTī je jag jīvai

    to baidā kyuuñ mar jā.īñ

    khoj parānī aisā binānī

    nugrā kojat nahīñ

    jaañ kuchh hotā kuchh hoysī

    bal kuchh hoysī hoysī

    jaan kuchh jaan kuchh kachhu na jaani

    na kuchh na kuchh tan kuchh jaani

    na kuchh na kuchh akath kahanni

    na kuchh na kuchh amrit bani

    gyani so to gyani rowat

    paDhiya rowat gahen

    kel karanta mori mora rowat

    joy joy pagan dikhahin

    urdh khainnee man unman rowat

    murkha rowat dhahin

    marant magh sanghaarat kheti

    ke ke awtari rowat rahi

    jaDiya bunTi je jag jiwai

    to baida kyun mar jain

    khoj parani aisa binani

    nugra kojat nahin

    jaan kuchh hota na kuchh hoysi

    bal kuchh hoysi hoysi

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now