rana ji mujhe ye badnami lage miThi
raanā jī mujhe ye badnāmī lage mīThī
raanā jī mujhe ye badnāmī lage mīThī
koī nindo kī bindo maiñ chalūñgī chaal apūThī
sāñklī galī meñ satgur miliyā kyuuñ kar phirūñ apūThī
sat-gurū jī suuñ bātaj kartāñ durjan logāñ ne dīThī
'mīrā' ke parbhū girdhar-nāgar durjan jalo jā añgīThī
rana ji mujhe ye badnami lage miThi
rana ji mujhe ye badnami lage miThi
koi nindo ki bindo main chalungi chaal apuThi
sankli gali mein satgur miliya kyun kar phirun apuThi
sat-guru ji sun baataj kartan durjan logan ne diThi
'mira' ke parbhu girdhar-nagar durjan jalo ja angiThi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.