sakhi ri tum chalo diwane desh lal war pura briyo ri
sakhī rī tum chalo divāne desh laal var puurā briyo rī
sakhī rī tum kuTumb parivār samajh ke moh mat kariyo rī
sakhī rī tajo sab sakhin kā saath samajh ulTī mat kariyo rī
sakhī rī chaDnā gagan maDan ke biich sakhī rī nirbhay ghar kariyo rī
sakhī rī yahāñ barham hue bhartār jiiv se duur basriyo rī
sakhī terā janm maran miT jaay bāhaD ke deh man dhariyo rī
sakhī rī tum ko kahte hai 'dhotrām' sat piyā ke sag samriyo rī
sakhi ri tum chalo diwane desh lal war pura briyo ri
sakhi ri tum kuTumb pariwar samajh ke moh mat kariyo ri
sakhi ri tajo sab sakhin ka sath samajh ulTi mat kariyo ri
sakhi ri chaDna gagan maDan ke bich sakhi ri nirbhay ghar kariyo ri
sakhi ri yahan barham hue bhartar jiw se dur basriyo ri
sakhi tera janm maran miT jay bahaD ke deh man dhariyo ri
sakhi ri tum ko kahte hai 'dhotram' sat piya ke sag samriyo ri
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.