man tu aisa byah kara re teri sahj bhakti ho jare
man tū aisā bayāh karā re terī sahj bhakti ho jaare
sātoñ vaan samajh ke nhāle nibhay Dhol bajā re
dayā kī mehñdī prem kā kañgan shiil kā sehrā bañdhā re
pāñch pachīsoñ chaḌhe barātī sat kā mohr bañdhā re
surat suhāgan milī piyā se par ghar kaahe kuuñ jaare
'ghīsā' sant kaheñ sun sādho āvāgaman miTā re
man tu aisa bayah kara re teri sahj bhakti ho jare
saton wan samajh ke nhaale nibhay Dhol baja re
daya ki mehndi prem ka kangan shil ka sehra bandha re
panch pachison chaDhe baraati sat ka mohr bandha re
surat suhagan mili piya se par ghar kahe kun jare
'ghisa' sant kahen sun sadho aawagaman miTa re
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.