hori khel piya sang pyari
horī khel piyā sañg pyārī
tū to sab rañg le rahī nyāri
pāñch pachīsoñ holī khelat haiñ nagar dhuum bha.ī bhārī
prem rañg kā paḌat phuvārā rom rom rañg daarī
iDā pinglā dekh tamāshā argh urgh bha.ī tyārī
sunn mahal meñ baaje bājeñ avagat kī gati nyāri
tirkutī mahal meñ dhyān dharat hai darshā purūsh apārī
surat sindhu par horī ho rahī likh rahā phuul hajārī
sabhī suhāgan mil horī kheleñ jīvan kī matvārī
'ghīsā' sant khel rahe horī kunj galī nij nyāri
hori khel piya sang pyari
tu to sab rang le rahi nyari
panch pachison holi khelat hain nagar dhum bhai bhaari
prem rang ka paDat phuwara rom rom rang dari
iDa pingla dekh tamasha argh urgh bhai tyari
sunn mahal mein baje bajen awagat ki gati nyari
tirkuti mahal mein dhyan dharat hai darsha purush apari
surat sindhu par hori ho rahi likh raha phul hajari
sabhi suhagan mil hori khelen jiwan ki matwari
'ghisa' sant khel rahe hori kunj gali nij nyari
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.