are samajh le bande koi nahin tera
are samajh le bande koī nahīñ terā
māt-pitā ne paidā kar ke tere laaD lDāye aknā
pālan poshan shādī karke vah mr̤ityu meñ aaye aknā
bhaa.ī bandhu aur kuTumb-kabīlā vo tujhko apnā.ye aknā
vishyoñ kāran phirā bhaTaktā dar-dar dhakke khāye aknā
raat dinā phir khuub kamāyā joḌā hai maal bhuterā
are samajh le bande koi nahin tera
mat-pita ne paida kar ke tere laD lDaye akna
palan poshan shadi karke wah mr̤ityu mein aaye akna
bhai bandhu aur kuTumb-kabila wo tujhko apnaye akna
wishyon karan phira bhaTakta dar-dar dhakke khaye akna
raat dina phir khub kamaya joDa hai mal bhutera
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.