abhī kiyā hai 'qamar' unkī zarā nazreñ to phirne do
zamīñ na mehrabāñ ho.gī falak na mehrabāñ ho.gā
abhi kiya hai 'qamar' unki zara nazren to phirne do
zamin na mehraban hogi falak na mehraban hoga
ye bahut achhā huā aa jā.eng pahle pahar
chāñdnī bhī ḳhatm jab tak ai 'qmar' ho jā.egī
ye bahut achha hua aa jaeng pahle pahar
chandni bhi KHatm jab tak ai 'qmar' ho jaegi
aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere