anhad shabd apar dur sun dur hai
anhad shabd apaar duur suuñ duur hai
chetan nirmal shuddh deh bharpūr hai
nihachchhar hai taahi aur nihkarm hai
parmātam tehi maani vahī parabrahm hai
yaake kiine dhyān hot hai barham hiiñ
dhārai tej apaar jaahi sab bharm hiiñ
vā paTtar koi nāhiñ jo yoñ hiiñ jāniye
chāñd sūryy aru sirishTī ke māhiñ pichhāniye
yaako chhoḌai nāhiñ sadā rahai liin hiiñ
yahī jo anhad saar jaani parbīn hiiñ
yoñ jiv aatam jaan jo anhad liin ho
so parmātam hoy jīvatā jaay kho
dhyānī ko man liin hoy anhad sunai
aap anāhad hoy bāsnā sab bhunai
paap punny chuTi jāyeñ do.ū phal nā rahaiñ
hoy param kalyān jo tirgun nā gahaiñ
anhad shabd apar dur sun dur hai
chetan nirmal shuddh deh bharpur hai
nihachchhar hai tahi aur nihkarm hai
parmatam tehi mani wahi parabrahm hai
yake kine dhyan hot hai barham hin
dhaarai tej apar jahi sab bharm hin
wa paTtar koi nahin jo yon hin jaaniye
chand suryy aru sirishTi ke mahin pichhaniye
yako chhoDai nahin sada rahai lin hin
yahi jo anhad sar jaani parbin hin
yon jiw aatam jaan jo anhad lin ho
so parmatam hoy jiwata jay kho
dhyani ko man lin hoy anhad sunai
aap anahad hoy basna sab bhunai
pap punny chuTi jayen dou phal na rahain
hoy param kalyan jo tirgun na gahain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.