Dohe of Raskhan
muskān mādhurī - ai sajnī lono lalā lakhai nand ke geh
chityau mridu muskā.i kai harī sabai sudhi deh
muskan madhuri - ai sajni lono lala lakhai nand ke geh
chityau mridu muskai kai hari sabai sudhi deh
kahā krai 'raskhāni' ko kāran chugul lbaar
jo pai rākhanhār hai mākhan chākhanhār
kaha krai 'raskhani' ko karan chugul lbar
jo pai rakhanhaar hai makhan chaakhanhaar
bhakti-bhāvnā - saras neh lavlīn van dvai sujān raskhāni
taake aas bisās so page parān rakhāni
bhakti-bhawna - saras neh lawlin wan dwai sujaan raskhani
take aas bisas so page paran rakhani
aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere