Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

sadho kyun tun rab ka nam bisare

Abdul Samad

sadho kyun tun rab ka nam bisare

Abdul Samad

MORE BYAbdul Samad

    sādho kyuuñ tuuñ rab naam bisāre

    rab ke bisāre se ain baajī haare

    rab ke bisāre se ain baajī haare

    jaay ke gaḌ.h par top dhyān dhar gyaan golā Daare

    priit ko ranjak de kar sādho tak-tak bairī ko maare

    fauj paap au top bhuul garam golā bhar ke

    maayā agin se deke phalītā vairī gaḌ.h ko jaare

    donoñ dal meñ juddh paḌā hai virhā suur laḌā hai

    aise suur ke bal mastā dal bairī ko taare

    kaam krodh uThā kar viirā gyaan ko mārūñ aale

    baan virah le kar mstā in donoñ ko maare

    sadho kyun tun rab ka nam bisare

    rab ke bisare se ain baji haare

    rab ke bisare se ain baji haare

    jay ke gaDh par top dhyan dhar gyan ka gola Dare

    prit ko ranjak de kar sadho tak-tak bairi ko mare

    fauj pap au top bhul ki garam ka gola bhar ke

    maya agin se deke phalita wairi gaDh ko jare

    donon dal mein juddh paDa hai wirha sur laDa hai

    aise sur ke bal ja masta dal bairi ko tare

    kaam krodh uTha kar wira gyan ko marun aale

    ban wirah ka le kar msta in donon ko mare

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now