updesh guru bhakti ka - guru ke aage rakhai matha kahai pap dukh meTo natha
updesh guru bhakti ka - guru ke aage rakhai matha kahai pap dukh meTo natha
Charandas Ji
MORE BYCharandas Ji
guurū ke aage rākhai māthā kahai paap dukh meTo nāthā
maiñ ādhīn tumhāro daasā dehu aapne charnan baasā
ye tan man lai bheT chaḌhāyo apnī ichchhā kuchh na rahāyo
jo chāhai so tumhīñ kaaro yā bhāñDe meñ jo kuchh bharo
bhāvai dhuup chhāñh meñ Dārau bhāvai boro bhāvai tārau
gun paurūsh kuchh budhi nahiñ merī sab bidhi saran gahī parbhu terī
maiñ chaka.ī arū tum kiyo Dorā maiñ jo phirūñ sab tumhre jorā
maiñ ab baiThā naav tumhārī aasā nadī se kariye paarī
guru ke aage rakhai matha kahai pap dukh meTo natha
main aadhin tumhaaro dasa dehu aapne charnan basa
ye tan man lai bheT chaDhayo apni ichchha kuchh na rahayo
jo chahai so tumhin karo ya bhanDe mein jo kuchh bharo
bhawai dhup chhanh mein Darau bhawai boro bhawai tarau
gun paurush kuchh budhi nahin meri sab bidhi saran gahi parbhu teri
main chakai aru tum kiyo Dora main jo phirun sab tumhre jora
main ab baiTha naw tumhaari aasa nadi se kariye pari
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.