apne saiyaa.n ke bis bhare nainaa.n
apne saiyaa.n ke bis bhare nainaa.n
dekhat sudh bisraa.ii re
da.ii rii
naa merii milat naa meraa maz.hab
naa ko.ii baat ban aa.ii re
dono.n jagat me.n mu.nh hai kaalaa
'ishq ne laaj g.nvaai re
da.ii rii
log kahat hai.n baavrii mai.n ko
naam ye jag me.n paa.ii re
sagarii 'umariyaa kaa haasal yahii hai
'hilm' kii hai ye kamaa.ii re
da.ii rii
apne saiyaa.n ke bis bhare nainaa.n
dekhat sudh bisraa.ii re
da.ii rii
naa merii milat naa meraa maz.hab
naa ko.ii baat ban aa.ii re
dono.n jagat me.n mu.nh hai kaalaa
'ishq ne laaj g.nvaai re
da.ii rii
log kahat hai.n baavrii mai.n ko
naam ye jag me.n paa.ii re
sagarii 'umariyaa kaa haasal yahii hai
'hilm' kii hai ye kamaa.ii re
da.ii rii
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.