shaam mohe garvaa lagaa le re
shaam mohe garvaa lagaa le re
kab lag phiruu.n maare maar
shaam
baale baal gaj motii piro.ii
karii sola sau si.ngaar
maataa-pitaa mohe sab kuchh diino
ka.ngan saj phuul haar
shaam
'hilm' kaa kyaa hai teraa bhalaa hai
kahtii huu.n haa.nke pukaar
sone kii chi.Diyaa bin baiThii huu.n
chho.Do na aisaa shikaar
shaam
shaam mohe garvaa lagaa le re
kab lag phiruu.n maare maar
shaam
baale baal gaj motii piro.ii
karii sola sau si.ngaar
maataa-pitaa mohe sab kuchh diino
ka.ngan saj phuul haar
shaam
'hilm' kaa kyaa hai teraa bhalaa hai
kahtii huu.n haa.nke pukaar
sone kii chi.Diyaa bin baiThii huu.n
chho.Do na aisaa shikaar
shaam
- Book : Peet Ki Reet (Pg. 61)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.