piyaa milan ke din aa.e
piyaa milan ke din aa.e
shuguun nujuumii bhaale bhuule
de ke mubaarak baadii bole
sun birhan ham potii khole
bichh.Daa baalam ab mil jaa.e
piyaa milan ke din aa.e
saa.nvraa salonaa joban vaalaa
hai karman a.ndhiyaare ghar kaa ujaalaa
'hilm' ko nehaa kaa maaraa bhaalaa
vaa ke daras ko jiyaa lalchaa.e
piyaa milan ke din aa.e
piyaa milan ke din aa.e
shuguun nujuumii bhaale bhuule
de ke mubaarak baadii bole
sun birhan ham potii khole
bichh.Daa baalam ab mil jaa.e
piyaa milan ke din aa.e
saa.nvraa salonaa joban vaalaa
hai karman a.ndhiyaare ghar kaa ujaalaa
'hilm' ko nehaa kaa maaraa bhaalaa
vaa ke daras ko jiyaa lalchaa.e
piyaa milan ke din aa.e
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.