rut albelii raat akelii dil kii pahelii jaan lo

tum baat kisii kii maan lo
ramaq jhamak ha.nse raat chaa.ndnii dil me.n mache mire halchal
chhalak ga.e mire nain KHushii se Dhulak gayaa miraa aa.nchal
aise me.n dil kyaa kahtaa hai nazro.n se pahchaan lo
tum baat kisii kii maan lo
puurab kii maKHmuur havaa mirii zulfo.n ko jab chuume
a.ng-a.ng miraa le a.ng.Daa.ii binaa piye dil jhuume
is mastii kaa naam hai kyaa tum jaan sako to jaan lo
tum baat kisii kii maan lo
nii.nd bharii aa.nkhiyo.n me.n jaage laal gulaabii Dore
chamak-chamak sau ga.e sitaare le le kar halkore
ham tum aaj na so.e.nge tum apne dil me.n Thaan lo

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.