auj par hai sitara-e-iqbaal
auj par hai sitāra-e-iqbāl
jab se hasrat ne rahnumā.ī kī
ai ḳhūgar sujūd-e-mizāj āstāñ kā dekh
ye jazba-e-niyāz tirā rā.egāñ na ho
dekhe qafas meñ phir maiñ koī ḳhvāb-e-gulistāñ
jab āñkhoñ hī meñ kaifiyat-e-gulistāñ na ho
kis kis adā se us ne baḌhāyā nazar kā zauq
matlab ye thā ki koī adā rā.egāñ na ho
auj par hai sitara-e-iqbaal
jab se hasrat ne rahnumai ki
ai KHugar sujud-e-mizaj aastan ka dekh
ye jazba-e-niyaz tera raegan na ho
dekhe qafas mein phir main koi KHwab-e-gulistan
jab aankhon hi mein kaifiyat-e-gulistan na ho
kis kis ada se us ne baDhaya nazar ka zauq
matlab ye tha ki koi ada raegan na ho
- Book : Tazkira Muslim Mashaaheer-e-Vaishali Voll.I (Pg. 111)
- Author : Mohammad Sanaul-Huda ‘Qasmi’
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.