bhaTak mat jo talib hai rah-e-KHuda ka
bhaTak mat jo tālib hai rāh-e-ḳhudā kā
tujhī meñ to jalva hai is ḳhud-numā kā
ba-raġhbat nasheb-o-farāz us ke tai kar
agar hai tū sālik tarīq-e-razā kā
banā aap ko ḳhaak tā saaf ho dil
sabab hai ġhubār-e-ā.īna kī safā kā
gunah jaan ye tā’at-e-nāqis apnī
muqir dil meñ rah apne jurm-o-ḳhatā kā
balad 'ishq ko kar ki manzil rasāñ hai
chāhtā hai agar ba.ad murdan
to sirf itā.at ho ahal fanā kā
ro ke ye josh ashk
hai kaffāra terī namāz riyā kā
is se rahā aap ko kar
avval āḳhir se hai zaat us kī
nahīñ daḳhl vañh ibtidā intihā kā
kī nisbat hai rāsiḳh ko is se
bhaTak mat jo talib hai rah-e-KHuda ka
tujhi mein to jalwa hai is KHud-numa ka
ba-raghbat nasheb-o-faraaz us ke tai kar
agar hai tu salik tariq-e-raza ka
bana aap ko KHak ta saf ho dil
sabab hai ghubar-e-aina ki safa ka
gunah jaan ye ta’at-e-naqis apni
muqir dil mein rah apne jurm-o-KHata ka
balad 'ishq ko kar ki manzil rasan hai
chahta hai agar baad murdan
to sirf itaat ho ahal fana ka
ro ke ye josh ashk
hai kaffara teri namaz riya ka
is se raha aap ko kar
awwal aaKHir se hai zat us ki
nahīñ daKHl wanh ibtida intiha ka
ki nisbat hai rasiKH ko is se
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.