Sufinama

ye dil hi jalwa-gah hai us KHush-KHiram ka

Ghulam Yahya Huzoor

ye dil hi jalwa-gah hai us KHush-KHiram ka

Ghulam Yahya Huzoor

MORE BYGhulam Yahya Huzoor

    ye dil jalva-gāh hai us ḳhush-ḳhirām

    dekhā to sirf naam hai bait-ul-harām

    ma.anī meñ lafz ek hai ye rabb-o-rām

    hāsil ye hai ki hai vahī hāsil kalām

    dekhā to sab haqīqat-o-ma.anī meñ ek haiñ

    sūrat meñ garche farq hai aapas meñ naam

    us lā-makāñ koī muayyan nahīñ makāñ

    gar hai to dil Thikāna hai us ke maqām

    ye dil hi jalwa-gah hai us KHush-KHiram ka

    dekha to sirf nam hai bait-ul-haram ka

    mani mein lafz ek hai ye rabb-o-ram ka

    hasil ye hai ki hai wahi hasil kalam ka

    dekha to sab haqiqat-o-mani mein ek hain

    surat mein garche farq hai aapas mein nam ka

    us la-makan ka koi muayyan nahin makan

    gar hai to dil Thikana hai us ke maqam ka

    Source :
    • Book : Bihar men Urdu ki Sufiyana Shairi (Pg. 137)
    • Author :Mohammad Tayyab Abdali
    • Publication : Israr Karimi Press Allahabad (1988)
    • Edition : First
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now