kyun tur par jaen ai musa wo dil mein nazar aa jaega
kyuuñ tuur par jaa.eñ ai muusā vo dil meñ nazar aa jā.egā
nazdīk se jo dekhā na gayā kyā duur se dekhā jā.egā
jab āḳhirī manzil aa.egī vo sāmne ḳhud aa jā.egā
ik ik parda us duurī kā har saañs pe uThtā jā.egā
kyun tur par jaen ai musa wo dil mein nazar aa jaega
nazdik se jo dekha na gaya kya dur se dekha jaega
jab aaKHiri manzil aaegi wo samne KHud aa jaega
ek ek parda us duri ka har sans pe uThta jaega
- Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.XI (Pg. 172)
- Author : Irfan Abbasi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.