Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

nahin raushan faqat sham-e-dil-e-sozan hai madfan mein

Hasan Imam Warsi

nahin raushan faqat sham-e-dil-e-sozan hai madfan mein

Hasan Imam Warsi

MORE BYHasan Imam Warsi

    nahīñ raushan faqat sham-e-dil-e-sozāñ hai madfan meñ

    lagī hai aag nāloñ se mire sahrā-e-aiman meñ

    lagā aag un ke sho.ala-e-āriz ne gulshan meñ

    zar-e-gul ban ga.iiñ chiñgāriyāñ phūloñ ke dāman meñ

    guloñ bhī kaleja terā naala sun ke chhalnī hai

    kahāñ hai asar bulbul tirī fariyād-o-shevan meñ

    nahin raushan faqat sham-e-dil-e-sozan hai madfan mein

    lagi hai aag nalon se mere sahra-e-aiman mein

    laga di aag un ke shoala-e-ariz ne gulshan mein

    zar-e-gul ban gain chingariyan phulon ke daman mein

    gulon ka bhi kaleja tera nala sun ke chhalni hai

    kahan ka hai asar bulbul teri fariyaad-o-shewan mein

    Source :
    • Book : Tazkira Sho.ara-e-Warsia (Pg. 92)
    • Publication : Fine Books Printers (1993)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now