us ka hai kya ilaj bata de to chashm-e-shauq
us kā hai kyā ilaaj batā de to chashm-e-shauq
dekhā jo un ko hasrat-e-dīdār baḌh ga.ī
terī mahfil meñ hai saaqī ik zamāna faiz.āb
ham abhī ḳhālī liye baiThe haiñ sāġhar haath meñ
hamesha be-sabab vo sitam-gar be-sabab bhī
sitam karatā rahā koī na koī
ye dekh kar ab thā daurāñ ilāhī kyūñkar na maiñ huuñ hairāñ
vahī hue mere dushman-e-jāñ ummīd thī jin se dostī kī
us ka hai kya ilaj bata de to chashm-e-shauq
dekha jo un ko hasrat-e-didar baDh gai
teri mahfil mein hai saqi ek zamana faizab
hum abhi KHali liye baiThe hain saghar hath mein
hamesha be-sabab wo sitam-gar be-sabab bhi
sitam karata raha koi na koi
ye dekh kar ab tha dauran ilahi kyunkar na main hun hairan
wahi hue mere dushman-e-jaan ummid thi jin se dosti ki
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.