Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

kisi pe jal na Dale KHuda mohabbat ka

Shah Turab Ali Qalandar

kisi pe jal na Dale KHuda mohabbat ka

Shah Turab Ali Qalandar

MORE BYShah Turab Ali Qalandar

    kisī pe jaal na Daale ḳhudā mohabbat

    ki chhūTtā nahīñ jiite phañsā mohabbat

    kahānī ishq kahiye to niiñd uḌ jaa.e

    na pūchhe ham se koī mājrā mohabbat

    mujhe to sab kahīñ mahbūb diikh paḌtā hai

    maiñ kis tarah se na huuñ mubtalā mohabbat

    usī ne dil meñ mire is qadar mohabbat

    maiñ aap se nahīñ baanī huā mohabbat

    mujhe to us mohabbat ne sab se nafrat

    koī kisī se na ho āshnā mohabbat

    maiñ kyā batā.ūñ mohabbat kaifiyat kyā hai

    koī 'turāb' se pūchhe mazā mohabbat

    kisi pe jal na Dale KHuda mohabbat ka

    ki chhuTta nahin jite phansa mohabbat ka

    kahani ishq ki kahiye to nind uD jae

    na puchhe hum se koi majra mohabbat ka

    mujhe to sab kahin mahbub dikh paDta hai

    main kis tarah se na hun mubtala mohabbat ka

    usi ne dil mein mere is qadar mohabbat di

    main aap se nahin bani hua mohabbat ka

    mujhe to us ki mohabbat ne sab se nafrat di

    koi kisi se na ho aashna mohabbat ka

    main kya bataun mohabbat ki kaifiyat kya hai

    koi 'turab' se puchhe maza mohabbat ka

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now