badnam na farmaenge ruswa na karenge
badnām na farmā.eñge rusvā na kareñge
ham bas meñ haiñ un ke to vo kyā kyā na kareñge
ai pīr-e-muġhāñ ka.aba se ham aa.e haiñ nādim
tauba hai ki ab se kabhī tauba na kareñge
badnam na farmaenge ruswa na karenge
hum bas mein hain un ke to wo kya kya na karenge
ai pir-e-mughan kaba se hum aae hain nadim
tauba hai ki ab se kabhi tauba na karenge
- Book : Bihar men Urdu ki Sufiyana Shairi (Pg. 190)
- Author :Mohammad Tayyab Abdali
- Publication : Israr Karimi Press Allahabad (1988)
- Edition : First
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.