anis-o-hamnawa-o-monis-o-hamdam nahin hoti
anīs-o-hamnavā-o-monis-o-hamdam nahīñ hotī
ajab duniyā hai ye duniyā sharīk-e-ġham nahii. hotī
Thikāna hī kahāñ thā ham gunahgāroñ kā mahshar meñ
jo baḳhshish kā sahārā rahmat-e-a.alam nahii. hotī
na tum hote na ham hote na ye kaun-o-makāñ hote
agar jannat meñ sarzad laġhzish-e-ādam nahii. hotī
anis-o-hamnawa-o-monis-o-hamdam nahin hoti
ajab duniya hai ye duniya sharik-e-gham nahi hoti
Thikana hi kahan tha hum gunahgaron ka mahshar mein
jo baKHshish ka sahaara rahmat-e-alam nahi hoti
na tum hote na hum hote na ye kaun-o-makan hote
agar jannat mein sarzad laghzish-e-adam nahi hoti
- Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.18 (Pg. 68)
- Author : Irfan Abbasi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.