zabt ki tab kahan umr basar hone tak
zabt kī taab kahāñ umr basar hone tak
kaun jiitā hai shab-e-ġham kī sahar hone tak
shaam se taare gine kaun sahar hone tak
taab itnī hai kise naala asar hone tak
mar miTe kitne patañge magar aayā na taras
shaam se jaltī rahī sham.a sahar hone tak
kyā ḳhabar hijr kī shab-e-dam pe mire kyā guzre
afsar-e-ḳhasta unheñ merī ḳhabar hone tak
zabt ki tab kahan umr basar hone tak
kaun jita hai shab-e-gham ki sahar hone tak
sham se tare gine kaun sahar hone tak
tab itni hai kise nala asar hone tak
mar miTe kitne patange magar aaya na taras
sham se jalti rahi shama sahar hone tak
kya KHabar hijr ki shab-e-dam pe mere kya guzre
afsar-e-KHasta unhen meri KHabar hone tak
- Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.18 (Pg. 69)
- Author : Irfan Abbasi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.