mumkin nahin ki jada-e-gham se mile najat
mumkin nahīñ ki jāda-e-ġham se mile najāt
haiñ rāh-rau ke bhes meñ kuchh rāhbar abhī
vo sāmne hai dekh tirī manzil-e-murād
do-chār gaam aur zarā ham-safar abhī
zauq-e-sujūd meñ hai jo makr-o-riyā kā daḳhl
kosoñ hai mujh se duur tirī rah-guzar abhī
mumkin nahin ki jada-e-gham se mile najat
hain rah-rau ke bhes mein kuchh rahbar abhi
wo samne hai dekh teri manzil-e-murad
do-chaar gam aur zara ham-safar abhi
zauq-e-sujud mein hai jo makr-o-riya ka daKHl
koson hai mujh se dur teri rah-guzar abhi
- Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.18 (Pg. 70)
- Author : Irfan Abbasi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.