manzil-e-tamir ki jaanib yun hi paDhte raho
manzil-e-ta.amīr kī jānib yuuñ hī paḌhte raho
gāñdhī-o-nehru kī rah par roz-o-shab chalte raho
naam duniyā meñ vatan kā jalva-gar karte raho
zindagī kī raah meñ jiite raho marte raho
tum ko ab ta.amīr karnā hai nayā hindostāñ
ai dil hindostāñ ke mahr-o-māh-e-kahkashāñn
manzil-e-tamir ki jaanib yun hi paDhte raho
gandhi-o-nehru ki rah par roz-o-shab chalte raho
nam duniya mein watan ka jalwa-gar karte raho
zindagi ki rah mein jite raho marte raho
tum ko ab tamir karna hai naya hindostan
ai dil hindostan ke mahr-o-mah-e-kahkashann
- Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.18 (Pg. 70)
- Author : Irfan Abbasi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.