aahon ko hans ke Tal dun ashkon ko rok lun
aahoñ ko hañs ke Taal duuñ ashkoñ ko rok luuñ
auroñ kā zikr kiyā na dil se bhī bayān-e-rāz ho
chupke baḌe haiñ sab ke sab qiyāmat aa.e kab
husn meñ shaan kibr ishq meñ shaan ājizī
naaz ho idhar aur idhar niyāz ho
phero na yauñ aas na toḌo is tarah
duur se san ke aa.e haiñ ham ki gadā navāz ho
e ġham ishq daaġh se siina pai zaar
terī hī dam se hai bahār umr tirī darāz ho
dil meñ ḳhalish ho aur na dard soz ho aur na saaz ho
aahon ko hans ke Tal dun ashkon ko rok lun
auron ka zikr kiya na dil se bhi bayan-e-raaz ho
chupke baDe hain sab ke sab qiyamat aae kab
husn mein shan kibr ishq mein shan aajizi
naz ho idhar aur idhar niyaz ho
phero na yaun aas na toDo is tarah
dur se san ke aae hain hum ki gada nawaz ho
e gham ishq dagh se sina pai zar
teri hi dam se hai bahaar umr teri daraaz ho
dil mein KHalish ho aur na dard soz ho aur na saz ho
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.