Font by Mehr Nastaliq Web

na samajh mein aae lekin ye KHata nahin bayan ki

Ra'na Azimabadi

na samajh mein aae lekin ye KHata nahin bayan ki

Ra'na Azimabadi

na samajh meñ aa.e lekin ye ḳhatā nahīñ bayāñ

vo qafas kaise hotī jo zabāñ thī āshiyāñ

jo nikal ke dil se lab tak bhī ba-mushkil aa sakī thī

huī 'arsh tak rasā.ī usī āh-e-nā-tavāñ

maiñ chaman se duur hoke koī ġhair ho gayā huuñ

ki chhupā.e mujh se bāteñ koī mere āshiyāñ

huī saare qāfiloñ vahī rahnumā-e-manzil

jo fazā meñ gard baaqī thī hamāre kārvāñ

use yaad kaise rahtī rah-o-rasm-e-bāryābī

jise hosh na ho sar na ḳhabar ho āstāñ

na samajh mein aae lekin ye KHata nahin bayan ki

wo qafas ki kaise hoti jo zaban thi aashiyan ki

jo nikal ke dil se lab tak bhi ba-mushkil aa saki thi

hui 'arsh tak rasai usi aah-e-na-tawan ki

main chaman se dur hoke koi ghair ho gaya hun

ki chhupae mujh se baaten koi mere aashiyan ki

hui sare qafilon ki wahi rahnuma-e-manzil

jo faza mein gard baqi thi hamare karwan ki

use yaad kaise rahti rah-o-rasm-e-baryabi

jise hosh na ho sar ka na KHabar ho aastan ki

Source :
  • Book : Dabistan-E-Azimabad (Pg. 73)
  • Author : Sultan ‘Aazad’
  • Publication : Nikhar Press, Mau Nath Bhanjan (1982)
  • Edition : First
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY
Speak Now