deta hun dad fitrat-e-haq-shanas ko main
detā huuñ daad fitrat-e-haq-shanās ko maiñ
hañgāma-e-ḳhudī meñ bhūlā na ḳhudā ko maiñ
jumbish jo duuñ nigāh-e-haqīqat-kushā ko maiñ
rakh duuñ ulaT ke perda-e-arz-o-samā ko maiñ
dil ko haTā.ūñ kyuuñ nigah-e-āshnā ko maiñ
us ā.īne meñ dekh rahā huuñ ḳhudā ko maiñ
ai hashr abhī na de ḳhabar shām-e-be-kHudī
ik khel jāntā huuñ fanā-o-baqā ko meñ
jab tak mā-sivā meñ samajh lauñ ḳhudā ko meñ
kyā rahā hai but kī ḳhamosh san
is meñ puuj rahā huuñ ko meñ
deta hun dad fitrat-e-haq-shanas ko main
hangama-e-KHudi mein bhula na KHuda ko main
jumbish jo dun nigah-e-haqiqat-kusha ko main
rakh dun ulaT ke perda-e-arz-o-sama ko main
dil ko haTaun kyun nigah-e-ashna ko main
us aaine mein dekh raha hun KHuda ko main
ai hashr abhi na de KHabar sham-e-be-kHudi
ek khel jaanta hun fana-o-baqa ko mein
jab tak ma-siwa mein samajh laun KHuda ko mein
kya raha hai but ki KHamosh san
is mein puj raha hun ko mein
- Book : Tazkira Sho.ara-e-Warsia (Pg. 113)
- Publication : Fine Book Printers (1993)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.