ye fitni
ye fitanī kab kise ye miltī hai
jab miltī hai tab chhaltī hai
aan chhel bahot chhalā.e
aan ro kar bahot rulā.e
aan jhau kar bahot khaa.e
aan bahot ghere paare
us bilge de aan jhāḌe
je rahe usī the Taare
us kaaj je tapīñ tarseñ
jag mile us señ bilaseñ
ye fitanī unhoñ na paave
jag paas naaTh ke aave
je us kuuñ qadī na lore
jo mile to tap the chhore
je dekhat us the bhāge
ye nilaj un suuñ laage
dekh 'bājan' ye to jhūThī
mukh muñh mīThī man muuñ tīThī
ye aahe aisī dīThī
ye fitani kab kise ye milti hai
jab milti hai tab chhalti hai
aan chhel bahot chhalae
aan ro kar bahot rulae
aan jhau kar bahot khae
aan bahot ghere pare
us bilge de aan jhaDe
je rahe usi the Tare
us kaj je tapin tarsen
jag mile us sen bilasen
ye fitani unhon na pawe
jag pas naTh ke aawe
je us kun qadi na lore
jo mile to tap the chhore
je dekhat us the bhage
ye nilaj un sun lage
dekh 'bajan' ye to jhuThi
mukh munh miThi man mun tiThi
ye aahe aisi diThi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.