aa.o to kheluu.ngii horii laal jii
aa.o to kheluu.ngii horii laal jii
mai.n bhii dekhan aa.ii
sautan ke tum garvaa lagat ho
ham se karat chaturaa.ii
bhuul ke ham aa.e biraj me.n
tum aisii siikhan niThuraa.ii
haa.n haa.n karat huu.n payyaa.n pa.Dat huu.n
jaan na dehuu.n kanhaa.ii
piit lagaa ke chho.D det ho mohan
kaisii bha.ii rusvaa.ii
binaa piit kiye nahii.n ruhiyo.n
ab torii cherii kahaa.ii
'KHaadim' safii shaah safii ke hai.n KHaadim
sa.nvarii more bhaa.ii
balihaarii mai.n apne sayyaa.n ke
jin kii ye bastii basaa.ii
aa.o to kheluu.ngii horii laal jii
mai.n bhii dekhan aa.ii
sautan ke tum garvaa lagat ho
ham se karat chaturaa.ii
bhuul ke ham aa.e biraj me.n
tum aisii siikhan niThuraa.ii
haa.n haa.n karat huu.n payyaa.n pa.Dat huu.n
jaan na dehuu.n kanhaa.ii
piit lagaa ke chho.D det ho mohan
kaisii bha.ii rusvaa.ii
binaa piit kiye nahii.n ruhiyo.n
ab torii cherii kahaa.ii
'KHaadim' safii shaah safii ke hai.n KHaadim
sa.nvarii more bhaa.ii
balihaarii mai.n apne sayyaa.n ke
jin kii ye bastii basaa.ii
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.