paD gai kya luT yarab gulshan-e-ijad mein
paḌ ga.ī kyā luuT yārab gulshan-e-ījād meñ
dast-e-gul-chīñ meñ hai gul bulbul kaf-e-saiyād meñ
vipr apne kahāñ is gulshan ījād meñ
ye maza aage na thā bulbul tirī faryād meñ
dekh kar tasvīr shīrīñ ne ye hasrat se
kyā vāraftagī hai sūrat farhād meñ
meñ ġhāfil nahii. is se sanam bhī ek
bin ga.e haiñ sab ḳhudā kī yaad meñ
par mare TuuTe hue uḌ jaa.eñ sab so.e
ke haal dil hamārā kyā kisī kā dil
gayā hai sozish dil se asar faryād meñ
banvāne kī mutlaq nahii. hai
kī tasvīr kā ghar hai dil bahzād meñ
ḳhushiyāñ kaaro aa.ī hai ghar baiThe
kyā niklā gir lab mansūr se
use az ḳhud farāmoshī ḳhudā kī yaad meñ
qismat kaT ga.ī qaid qafas meñ apnī
se pahle hī thā mādūm apnā jism
is qadar taḌpā na mujh ko zer teġh
ga.e tum daam meñ ham gesū sayyād meñ
bhī aa.eñ gī jalne ko parvānoñ ke
gul hai charāġh ḳhāna sayyād meñ
ek din barbād hogā tund baad marg se
ham haiñ in kī yaad meñ vo haiñ hamārī yaad meñ
paD gai kya luT yarab gulshan-e-ijad mein
dast-e-gul-chin mein hai gul bulbul kaf-e-saiyaad mein
wipr apne kahan is gulshan ijad mein
ye maza aage na tha bulbul teri faryaad mein
dekh kar taswir shirin ne ye hasrat se
kya waraftagi hai surat farhad mein
mein ghafil nahi is se sanam bhi ek
bin gae hain sab KHuda ki yaad mein
par mare TuTe hue uD jaen sab soe
ke haal dil hamara kya kisi ka dil
gaya hai sozish dil se asar faryaad mein
banwane ki mutlaq nahi hai
ki taswir ka ghar hai dil bahzad mein
KHushiyan karo aai hai ghar baiThe
kya nikla gir lab mansur se
use az KHud faramoshi KHuda ki yaad mein
qismat kaT gai qaid qafas mein apni
se pahle hi tha madum apna jism
is qadar taDpa na mujh ko zer tegh
gae tum dam mein hum gesu sayyaad mein
bhi aaen gi jalne ko parwanon ke
gul hai charagh KHana sayyaad mein
ek din barbaad hoga tund baad marg se
hum hain in ki yaad mein wo hain hamari yaad mein
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.