dil uDa ghair ka aashiq ka jigar chhoD diya
Interesting Fact
تذکرہ شعرائے اتر پردیش حصہ سوم میں مذکورہ غزل کا مطلع اور چوتھا شعر خسرو کاکوروی کی غزل سے بالکل یکساں ہے مگر مقطع کچھ مخلتف ہے۔
dil uḌā ġhair kā āshiq kā jigar chhoḌ diyā
tum ne ai jān-e-jahāñ tiir kidhar chhoḌ diyā
siina toḌā hai to dil ko bhī mere bismil kar
us ko kis ke liye ai tīr-e-nazar chhoḌ diyā
dil uDa ghair ka aashiq ka jigar chhoD diya
tum ne ai jaan-e-jahan tir kidhar chhoD diya
sina toDa hai to dil ko bhi mere bismil kar
us ko kis ke liye ai tir-e-nazar chhoD diya
- Book : Guldasta-e-Qawwali (Pg. 15)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.