Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

ka tum se kahun ai arab ke kanwar tum jaanat ho man ki batiyan

Haya Badayuni

ka tum se kahun ai arab ke kanwar tum jaanat ho man ki batiyan

Haya Badayuni

MORE BYHaya Badayuni

    tum se kahūñ ai arab ke kañvar tum jānat ho man batiyāñ

    dar-e-furqat ai ummī-e-laqab kaaTe na kaTat hai ab ratiyāñ

    torī priit meñ sudh-budh sab bisrī kab tak ye rahegī be-ḳhabarī

    gāhe-gāhe ba-figan dīda-e-nazar kabhī sun bhī lo hamrī batiyāñ

    dilkash hai tumrī Dagrī dil chhīnat hai bat.hā nagrī

    zākir che kunam gulzār-e-janāh mohe bhā ga.iiñ yasrib galiyāñ

    ka tum se kahun ai arab ke kanwar tum jaanat ho man ki batiyan

    dar-e-furqat tu ai ummi-e-laqab kaTe na kaTat hai ab ratiyan

    tori prit mein sudh-budh sab bisri kab tak ye rahegi be-KHabari

    gahe-gahe ba-figan dida-e-nazar kabhi sun bhi lo hamri batiyan

    ka dilkash hai tumri Dagri dil chhinat hai batha nagri

    zakir che kunam gulzar-e-janah mohe bha gain yasrib ki galiyan

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Atif Aslam

    Atif Aslam

    Source :
    • Book : Surood-e-Ruhani (Pg. 341)
    • Edition : Second
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now