Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

sae mein tumhaare daman ke jis din se guzara karte hain

Kamil Shattari

sae mein tumhaare daman ke jis din se guzara karte hain

Kamil Shattari

MORE BYKamil Shattari

    saa.e meñ tumhāre dāman ke jis din se guzārā karte haiñ

    sab apne 'amal par nāzāñ haiñ hamnām tumhārā karte haiñ

    hai apnā vazīfa sub.h-o-masā naaz mirā ġhaus-e-āzam hai

    naaz hamāre sahte haiñ ham un ko pukārā karte haiñ

    kuchh rakhe mohabbat ke badle kuchh pusht-panāhī ke badle

    jab koī nahīñ bhartā haamī ham tum ko pukārā karte haiñ

    sae mein tumhaare daman ke jis din se guzara karte hain

    sab apne 'amal par nazan hain hamnam tumhaara karte hain

    hai apna wazifa subh-o-masa naz mera ghaus-e-azam hai

    naz hamare sahte hain hum un ko pukara karte hain

    kuchh rakhe mohabbat ke badle kuchh pusht-panahi ke badle

    jab koi nahin bharta hami hum tum ko pukara karte hain

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Unknown

    Unknown

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now