Font by Mehr Nastaliq Web

ahad baran ahmad ko dhaara

Meeran Bheekh

ahad baran ahmad ko dhaara

Meeran Bheekh

MORE BYMeeran Bheekh

    ahad baran ahmad ko dhārā

    ahmad muul bel sansārā

    bhyā besaTh bhyā ik rākhā

    bhed apnoñ haiñ jan-jan bhākhā

    bhakhā bhed na kaahū lehā

    lehā kinhūñ jin kalima kehā

    kah kalima bidh ek samānā

    ek jaan sabh aap bhulānā

    tujh ko ahmad ahad paThāve

    sifat salāt jo kahūñ na paave

    kchhu ik bhed ch.hāroñ būjhā

    tab se sādhū jag meñ sūjhā

    muul mohammad baag to sogat aprampār

    chaar chaman chahūñ miit haiñ o belī sab sansār

    ahad baran ahmad ko dhaara

    ahmad mul bel sansara

    bhya besaTh bhya ek rakha

    bhed apnon hain jan-jan bhakha

    bhakha bhed na kahu leha

    leha kinhun jin kalima keha

    kah kalima bidh ek samana

    ek jaan sabh aap bhulana

    tujh ko ahmad ahad paThawe

    sifat salat jo kahun na pawe

    kchhu ek bhed chhaaron bujha

    tab se sadhu jag mein sujha

    mul mohammad bag to sogat aprampar

    chaar chaman chahun mit hain o beli sab sansar

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now