uski KHushbu ke jo KHwahan the kyun na hue
uski KHushbu ke jo KHwahan the kyun na hue
Mubarak Hussain Mubarak
MORE BYMubarak Hussain Mubarak
us kī ḳhushbū ke jo ḳhvāhāñ the kyuuñ na hue
tālib-e-baosā-e-rukH zulf-e-dotā kyuuñ na hue
na vo jalsa na vo sohbat na vo yāroñ kī mahfil hai
mirā aish-e-guzashta aaj afsāne meñ shāmil hai
us kī talab meñ sūrat reg-e-ravāñ rahe
yūñhī ḳharāb haal rahe ham jahāñ rahe
muñh se jo insāñ kahe us kā to kuchh rakhe lihāz
qaul kā to paas ho insān ko aisā dil to ho
us ki KHushbu ke jo KHwahan the kyun na hue
talib-e-baosa-e-rukH zulf-e-dota kyun na hue
na wo jalsa na wo sohbat na wo yaron ki mahfil hai
mera aish-e-guzashta aaj afsane mein shamil hai
us ki talab mein surat reg-e-rawan rahe
yunhi KHarab haal rahe hum jahan rahe
munh se jo insan kahe us ka to kuchh rakhe lihaz
qaul ka to pas ho insan ko aisa dil to ho
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.