buton mein kyun ye shan-e-kibriyai hoti jati hai
butoñ meñ kyuuñ ye shān-e-kibriyā.ī hotī jaatī hai
ki un ke qabze meñ saarī ḳhudā.ī hotī jaatī hai
maiñ un ko pyaar karatā huuñ vo gaalī mujh ko dete haiñ
bhalā.ī karatā jaatā huuñ burā.ī hotī jaatī hai
vo barsoñ ḳhafā the muddatoñ se rūThe baiThe the
ḳhudā kā shukr hai ab to safā.ī hotī jaatī hai
buton mein kyun ye shan-e-kibriyai hoti jati hai
ki un ke qabze mein sari KHudai hoti jati hai
main un ko pyar karata hun wo gali mujh ko dete hain
bhalai karata jata hun burai hoti jati hai
wo barson KHafa the muddaton se ruThe baiThe the
KHuda ka shukr hai ab to safai hoti jati hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.