dimagh-o-ruh yaksan chahiyen insan-e-kaamil mein
dimāġh-o-rūh yaksāñ chāhiyeñ insān-e-kāmil meñ
ye kyā taqsīm-e-nāqis hai ḳhudī sar meñ ḳhudā dil meñ
kabhī tadbīr dariyā meñ kabhī sāhil meñ
manzil kahāñ uljhā huā huuñ raah manzil meñ
daftar kaunain thā mafhūm hāsil meñ
ik nuqta jo phailā aur simaT kar rah gayā dil meñ
vahm kī kiyā hai haqīqat meñ na bātil meñ
kahāñ sīmāb aise zindagī afroz
meñ kalkatte se ik tūfān rañgīñ le chalā dil meñ
dimagh-o-ruh yaksan chahiyen insan-e-kaamil mein
ye kya taqsim-e-naqis hai KHudi sar mein KHuda dil mein
kabhi tadbir dariya mein kabhi sahil mein
manzil kahan uljha hua hun rah manzil mein
daftar kaunain tha mafhum hasil mein
ek nuqta jo phaila aur simaT kar rah gaya dil mein
wahm ki kiya hai haqiqat mein na baatil mein
kahan simab aise zindagi afroz
mein kalkatte se ek tufan rangin le chala dil mein
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.